Paypal ek online payment send ya received karne ki website hai jisse lakho log roj crorero rupee rojana online transfer karne ke liye istmaal karte hai. PayPal 190 deso me hai puri duniya me. Paypal 1998 se chal rahi hai or ye online busness ke liye bilkul sahi hai.
kyo zaruri hai PayPal Account
Agar aap online kuch busness karte hai ya pir kisi online busness se payse kama rahe hai to aapke liye paypal bhut jaruri hai, Q ki jada tar online website payment ke liye paypal ka istmaal karti hai.
To fir aaiye jaante hai ki paypal ki website par account kaise banate hai or kin kin chijo ki jarurat padti hai hane apne account me.Paypal Account me Kya Kya zaruri hai.
- Email ID
- Bank Account
- PAN Card
- Dabit/Credit Card
- Aapka Address
- Mobile Number
Paypal Account Kaise Banta hai
Paypal par account banana bhut hi aasan hai, bas aap meri steps follow kare…
Sabse phele Paypal.com par jao
Site par jane ke baad Sign Up ki Button par click kare
Agle Page par ek form khulega usme aapko Individual pr click karna hai jaisa ki uper screenshot me maine kiya hai
ab screenshot dekhe India select kijiye fir apna email id aur fir password dale aur continue pr click kare......
ab jaise ki maine form bhara huwa thik waise hi aap bhi form bhare aur
Akhri me Agree and Create Account ki Button par click kare....
ab aapse apka bank ke debit card ka details puchhega screenshot dekhe waise hi bhare agr abhi nhi baad me bharna chahte h to sabse neeche I'll link my card later pr click kare jsisa ki maine isi pr click kiya h.....
ab screenshot dekhe neeche yes skip it pr click kare.....
aap dekh sakte h screenshot me ki mera account open ho chuka hai...ab neeche scroll karke aaye.....
mai neeche aaya aap screenshot dekhe ab sabse neeche Account pr click kare.....
ab dekhe aap screenshot me welcome Brijesh karke aa gya hai matlab mera account successfully open ho gya hai....
ab main menu pr click kare....
fir aisa window open hoye left corner me dekhe screenshot me Brijesh Yadav ab aap apne name pr click kare.....
ab aap dekh sakte hai ye mera account PayPal pr ban chuka hai...thik isi tarah aap bhi bana lijiye agar koi problem aata hsi to mujhe comment kare ya fir contact us me jake email kare.....
Ummid hai aapka paypal account bhi bankar teyaar hoga. ya fir koi parenani aa rahi ho account bnanae me to comment karo, hame aapki madad karne me khuse hogi.
Tags