Hallo Dosto Mai hu Brijesh Yadav Hindi Tech News Par Aapka Swagat hai aaj hum mobile se youtube per video upload karna sikhenge...to chaliye shuru karte hai......
Youtube ka Android App Download karne ke liye PlayStore me ja kar Youtube search kare fir youtube ke aap ko install karle. Jada tar mobile me phele se hi youtube ka App install aata hai.
Ab Youtube ke app ko install karne ke baad kya karna hai video upload karne ke liye aap step by step aap dekh sakte ho –
Step 1
Agar aap youtube par video upload karna chate ho to aapko phele sign in karna padega. Sign in karne ke liye aapko uper sidhe haath side 3 dots hai un par click karna hai fir aapko sign in par click karna hai.
Step 2
Ab aapko apna account select karna hai jispar aap video ko upload karna chate ho. Aap jis account ko is mobile me use karte ho bo ya fir aapka youtube par koi dusre account hai to aap usme bhi sign in kar sakte ho.
Step 3
Ab Sign in karne ke baad jaisa image me dikhaya gya hai us icon per click kare...
4- My video per click kare yaha dhyan dijiye ki aap direct video bhi upload kar sakte hai
5- ye jo image me video ka symbol hai us per aap click karke direct video bhi upload kar sakte hai lekin agar ye video wala symbol nhi dikhai de tab 4 no. option my video par click kare..
us per click karne per aapke phone ka gallery open hoyega...
6- yaha se aap live video shoot karke upload kar sakte hai.....
7- ye aapke phone ke gallery me saved video hai jinme se aap koi bhi upload kar sakte hai.
video select karne ke aisa window open hoyega....
8- aap yaha se video ke aawaaj ya gaane ko change kar sakte hai...
9- yaha se aap video ko edit kar sakte hai....
10 aur 11 - in dono neele dot ko pakad kar aap video ka kitna bhag upload karna chahte hai wo select jar sakte hai matlab aap yaha se video ko kaat chhaat sakte hai...
12 - ye maine video ka naam dhyan rahe jis baare me video ho wahi naam likhe koi bhi aisa naam na likhe jaise ki video hai kisi aur cheez ke baare me aur naam aap kisi aur ke baare me likhe hai kyuki video dekhne wale naam ko dekh ke video ko play karte hai to jaisa ki maine ye video hai thik wahi naam maine prem ratan dhan paa liya Title me likha yaha par aap apne video ka Title name likhenge...
13- yaha pr aapkl video ke baare me likhna ki video kis baare me hai.
14- yaha par aapko select karna agar public select karenge to har koi dekh sakta hai aapke video ko...to maine public select kiya...kyuki agr kisi Ko dikhana nhi hota to mai video ko youtube par kyu upload karta ...
15- sabkuch likhne ke baad aap uper dekhS right side me image me 15 no. per usper aapko click kaFna fir aapka video upload hona shuru ho jayega...
16- ye video upload ho rha hai aap dekh sakte hai 87% upload ho chuka hai...
17- upload hone ke baad aapka video process chalu hoga jaisa ki aap dekh sakte hai image me 88% process ho chuka hai....
18- ab aapka video ready to wach dekhne ke liye taiyaar hai....
ye maine video ko play kiya hai...
19- ye hai video ka Title...
20- video ka description matlab video ke baare me...
21- ye hai dosto mera Channel Hindi Tech News thik uske saamne likha huwa hai Subscribe to aap log hamaare youtube channel ko zarur Subscribe kare....kyuki mai naye naye jaankari bhare video upload karta rehta hu to aap usko dekh sakte hai...
koi bhi sawaal ho agr aapka to comment me zarur puchhe ya fir facebook page per mujhe message kare...
Dhanywaad....