ब्लॉग (Blog) से (Poweed by Blogger) Attribution को कैसे हटाये।
ब्लॉग (Blog) से (Poweed by Blogger) Attribution को कैसे हटाये। |
Blog me niche likha hota hai “Powered by Blogger” is ka matlab hai, hamara jo blog hai wo hamne blogger.com par banaya hai. Isme agar aap chahe to apne blog ka naam aage daal sakte ho, jo aapke liye copyright ka kaam karega.
waise aap agar koi naya ya dusra blogger template lagate ho to apne aap copyright aapke blog me aa jata hai lekin ye powered by Blogger bhi usme show hota jo achha nhi lagta hai ise hatana hi achha hota hai lekin Powered by Blogger ko kaise hataaye ye bahut logo ne mujhse Hindi Tech News par puchha tha aaj mai aapko isi ke baare me bataunga jo 2 tariko se hataya jata hai mai aapko dono tarike bataunga…..
- ब्लॉगर ब्लॉग की सभी बेसिक सेटिंग्स। Blogger Blog’s All Settings
- ब्लॉग के लिए फ़ास्ट ऐडसेंस अप्रूवल ट्रिक्स – Fast AdSense Approval Tricks for Blog
- ब्लॉगर और वर्डप्रेस में क्या अंतर होता है? – Differences between a blogger and WordPress?
Powered by Blogger ko Kaise hataye?
Mai dono tarike batata hu aapko…..
Powered by Blogger Widget ko Delete kaise kare Type 1.
Step 1
Blogger.com me login karke apne blog ke deshboard me jao
Step 2
Layout me jao fir niche jo Attribution naam se widget hai uski edit button par click kare
Step 3
Ab ek popup window khulegi. Par yaha par ek dikkat hai aap dekhege jese dusre widgets me rhata hai waisa koi Remove ki button nahi hai. Matlab ye widget locked hai. jaisa ki screenshot me dikh rha hai.
Step 4
Widget ko unlock karne ke liye Template par jao fir Edit HTML ki button par click kare.
Step 5
ab aapke saamne aapke blog ka template editor me khul jayega.
Jump to widget par click kare fir Attribution1 par click kare.
Step 6
Step 7
Powered By Blogger ko Blog se kaise chupaye 2.
Step 1
Step 2