Hallo Dosto Mai Hu Brijesh Yadav. Hindi Tech News Par Aapka Swagat Hai Aaj Mai Adsense Account Kaise Kholte Hai Uske Baare me Pure Vistaar Se Bataunga... Adsense Lagbhag Har Blogger Adsense Ke Baare Me Zarur Jaanta Hoga... Kyuki Blog Se Paisa Kamaane Ke Liye Adsense Se Behtar Dusra Koi Option Nhi Hai..
Also Read-
- Adsense Se Jude Aise Sawaal Jise Har Blogger Zarur Pata Hona Chahiye.
- India Me Google Adsense Payment Kab Aur Kaise Bhejta Hai.
Adsense Account Ek Tarah Se Bank Ki Tarah hi Hota Hai Kyuki Iske Saare Process Bank Ki Tarah Hi Hote Agar Aapka From me Thoda Bhi Gadbad Hai To Aapka Application Reject Ho Jayega..Lekin Aaj Mai Aapko Puri Jaankari Details me Bataunga Jisse aapka Adsense Account Reject Na Ho..To Chaliiye Step by Step Dekhte Hai..
Dhyan Rahe Aap jis Naam Se Adsense Account Kholna Chahte Hai.Us Naam Se Aapke Pass Gmail ka Email Account Hona Chahye..Agar Nahi Rahega To Aapko Process Me Banana Padega.. Step:-1
Apne Blog ke Dashboard Me Jaye "Earning" Par Click Kare..Fir "How To Qualify For Adsense" Par Click kare...
Step:-2
Ab jo New Window Khulegi Usme "Sign Up For Adsense" Per Click Kare..
Step:-3
"Yes" Matlab Agar aapke Pass Pehle Se Koi Adsense Account Hai To "Yes" Par Click Kare Nahi Hai to..."Creat Or Use Another Account" Par Click Kare..
Step:-4
"Sign in" Matlab Aapke Pass Gmail Account Hai To "Sign in" Par Click Kare Agar Nahi Hai To "Creat Account" Par Click Kare...Jaisa Ki Mai Shurwaat Me Hi Bol Chuka hu ki Aap Ek Gmail ID Banakar Rakhe Pehle Se Jis Naam Se Aap Adsense Account Banana Chahte Hai..To MAi MAan KE Chalta Hu Ki Aap Gmail Id Bana Liye Hai Aur Ab "Sign in" Par Click Kare...
Step:-5
Apne Email Id se "Log in" Karo...
Step:-6
- Apne Website Ya Blog Ka Naam Daalo..
- Agar Website Ya Blog Nahi Hai To Yaha Par Click Karo For Example:- Youtube Its
- aapke Website Ya Blog Koun si Bhasha Me Hai Hindi Ya English Agar Hindi me Hai To "HINDI" Choose Karo. Agar English Me Hai To "ENGLISH" Choose Karo..
- "Save and Continue" Par Click Karo..
Step:-7
Ab Aapke Saamne Adsense Apply Ke Liye Aisa Form aayega...Aur Ise Sab Kuchh Sahi Sahi Bharna Hai...
- "India" Select Kare...
- "Time Zone" Me Kolkata Select Kare..
- "Individual" Select Kare..
- Name,Address,City,Postal Code its Sab Sahi Sahi Daale Kyuki Isi Address Par Google Adsense Ki Taraf Se "Verification Pin" Aayega..
- Apna "State" Rajya Ka Naam Daale..
- Apna Naam Daale...
- Apna Mobile Number Daale..
- Apna Email ID Daale...
- "Select A How" Ispar Click Kare Aur Agar Aapko Mere Website Se Adsense Ke Baare Me Pata Chala To Choose Kare..Ya Fir Other Choose Kare...
- Sabhi "Yes" Par Tik Kar Dijiye..
- "Submit my Application" Par Click Kare...
Agar aapko Apna Adsense Account Kholne Me Koi Dikkat Ya Pareshani Aa Rahi Ho To Aap Comment kare Ya Contact us Ya Ask Question Page Par Mujhe Apne Sawaal Bheje ya Fir Facebook Page Par Message Kare...
- Blog Me Page Level Ads Kaise Lagaye.
- Adsense Account Ki Privacy Policy Padhe Hindi Me.
- 1000 Visitors Par Adsense Par Kitni Kamai Hoti Hai.
Tags