Facebook Me Photo Tag Ko Kaise Band Kare?

Brijesh Yadav
0

  Facebook se Aaj Shayad hi Koi Anjaan Ho....Jab Se Mobile Hightech Huwa Hai Tab se Facebook Logo ki Zindagi ka Ek Aaham Hissa Ban Chuka Hai,Chatting se Laker Ladkiyo ki Setting Tak  Har Kaam me Log Ji Jaan se jute hai..facebook Par....Lekin Bahut Se aise Mahaan log hai jo Apne Gud Morng Se Lekar Gud Night Tak Jitne Bhi Photo Ulte Palte aada Seeedha Jo Bhi Photo Dalenge...Usmme Jabardasti Logo Ko Tag Karenge...Taaki 2,4 Like Mil Jaye...Sehanshakti tab jawaab de jaati hai jab 8 din puraane photo ke notification aaj bhi aate rehte hai...In Atyacharo se kaise bache aaj mai usi ke baare me Aapko Bataunga....to Chaliye Step by Step Dekhte hai...

Also Read:-



Step:1- Mobile ho Ya Computer Kisi me bhi aap fb use kar rahe ho...isse koi fark nhi padta aapko apne facebook ke settings me jaana hai pehle hai.....
apne fb ki settings me jaye....



Step:2-
Ab aapko " Timeline and Tagging" par Click Karna Hai.." Who can ad things to my Timeline" ke saamne " Edit" Click Kare..

Step:3-
Ab jo" Freinds" Hai Use " Only Me " Kar dijiye..       Bas...Ab aapko koi bhi apne Photo me Tag nhi Kar Paayenge....

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)
CLOSE ADS
CLOSE ADS